Indian Music Lyrics

...song lyrics from Indian cinema with translation

  • Increase font size
  • Default font size
  • Decrease font size

Movie: Veer Zaara (2004)
Song: Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan
Singers: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music: Madan Mohan, Sanjeev Kohli
Artists: Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji
Language: Hindi


Please let us know if the video link is no longer available, thank you.

YEH HUM AA GAYE HAIN KAHAAN

Lehraati huwi raahein, khole huwe hain baanhein
The winding roads open their arms to us

Ye hum aa gaye hain kahaan
Where have we arrived at

Palkon pe gehre halke hai reshmi dhundhalke ke
My eyes are shaded with dreams

Ye hum aa gaye hain kahaan
Where is this we have arrived at

Ye hum aa gaye hain kahaan
Where have we come to

Woh dekho zara parbaton pe ghataayein, hamaari daastaan holle se sunaaye
Look there on the mountains, the clouds are softly singing our story

Suno toh zara, ye phoolon ki waadi hamaari hi koyi kahaani hai sunaati
Just listten, this valley of flowers is telling our story

Sapnon ke is nagar mein, yaadon ki rehguzar mein
In this place of dreams, on this road of memories

Ye hum aa gaye hain kahaan
Where is this we've arrived at

Haan ye hum aa gaye hain kahaan
Where have we come to

Jo raahon mein hai rut ne sona bikhera, sunehra huwa tera mera savera
Golden warmth that sprinkles our paths, has warmed our lives

Zameen so gayi, barf ki chaadaron mein, bas ek, aag si, jalti hai do dilon mein
The earth has gone to sleep in a blanket of snow, only our hearts are afire

Hawaayein sansanaayein, badan kaanp jaayein
The breezes sing, and this body begins to shiver

Ye hum aa gaye hain kahaan
Where is this we've arrived at

Ye hum aa gaye hain kahaan
Where have we come to

Ye barsaat bhi, kab thamein kaun jaane
I wonder when it will stop pouring

Tumhein mil gaye, pyaar ke sau bahaane
You've found plenty excuses to love

Sitaaron ki hai, jaise baaraat aayi
It seems like there's a procession of stars

Hamaare liye, raat yun dagmagaayi
Night is resplendent only for us

Sapne bhi jhilmilaayein
Dreams sparkle

Dil mein diye jalaayein
They light up our hearts

Ye hum aa gaye hain kahaan
Where is this we've arrived at

Haan ye hum aa gaye hain kahaan
where have we come to


LYRICS FROM THE SOUNDTRACK:

Aaya Tere Dar Par
Aisa Des Hai Mera
Do Pal Ruka
Hum To Bhai Jaise    
Kyun Hawa
Lodi
Main Yahan Hoon    
Tere Liye
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan

 


MOST VIEWED OF THE MONTH

Main Yahan Hoon

Allah Maaf Kare

Ainvayi Ainvayi

Gal Mithi Mithi Bol

Agar Tum Mil Jao