Indian Music Lyrics

...song lyrics from Indian cinema with translation

  • Increase font size
  • Default font size
  • Decrease font size

Movie: Jodhaa Akbar (2008)
Song: Jashn-E-Bahaara
Singer: Javed Ali
Lyricist: Javed Akhtar
Music by: A. R. Rahman
Produced by: Ronnie Screwvala, Ashutosh Gowariker
Director: Ashutosh Gowariker
Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai*
Language: Hindi
Translation: English

*Aishwarya Rai was crowned Miss World 1994


Please let us know if the video link is no longer available, thank you.


JASHN-E-BAHAARA

PART 1

Kehne ko jashn-e-bahaara hai, ishq yeh dekhke hairan hai
People may imagine spring is here, love wonder to itself

Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Fragrance upstages the flowers in the garden

Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein
Hidden in the veil of nature is a touch of sorrow

Saare sehme najaare hain, soye soye waqt ke dhaare hain
The world around us is mellow, time is slumbering

Aur dil mein koyi khoyi si baten hain
Lost and forgotten memories fill my heart

Kehne ko jashn-e-bahaara hai, ishq yeh dekhke hairan hai......
People may imagine spring is here, love wonder to itself


PART 2

Kaise kahen kya hai sitam, sochate hai abb yeh hum
It's hard to describe this affliction, I wonder to myself

Koyi kaise kahen woh hai ya nahee humaare
How can I tell the way she feels about me

Karte toh hai saath safar, faasale hain phir bhi magar
We walk side by side but distance separates us

Jaise milte nahee kisi dariya ke do kinaare
Like two shores of the ocean that never meet

Paas hain phir bhi paas nahee, humko yeh gum raas nahee
She's near yet so far, I cannot endure this yearning

Seeshe ki ik diwaar hai jaise darmiyaan
A wall of glass keeps us apart

Hamane ne jo tha nagma suna, dil ne tha usako chuna
I heard a song that my heart chose

Yeh dastaan hamein waqt ne kaisi sunaai
Why is this story that time tells me

Hum jo agar hai gumgin, woh bhi udhar khush toh nahi
If I'm filled with sadness, she's too forlorn

Mulaakaato mein hai jaise ghul si gayi tanhaye

Loneliness casts a shadow on our encounters

Milake bhi hum milate nahee, khilake bhi gul khilate nahee
We meet and yet we do not meet, flowers bloom and yet they do not

Aankhon mein hai bahaaren, dil mein khija

Spring in our eyes, autumn in our hearts


OTHER LYRICS FROM THE SOUNDTRACK:

Azeem-O-Shaan Shahenshah
In Lamhon Ke Daaman Mein
Jashn-E-Bahaara
Khwaja Mere Khwaja
Mann Mohana

 


MOST VIEWED OF THE MONTH

Main Yahan Hoon

Allah Maaf Kare

Ainvayi Ainvayi

Gal Mithi Mithi Bol

Agar Tum Mil Jao